Posts

Showing posts from November 28, 2013

Flowchart

Image
A  flowchart  is graphical representation of an alogorithm.  This diagrammatic  representation  illustrates a solution to a given  problem . Process operations are represented in these boxes, and arrows; rather, they are implied by the sequencing of operations. Flowcharts are used in analyzing, designing, documenting or managing a process or program in various fields. Flowcharts are used in designing and documenting complex processes or programs. Like other types of diagrams, they help visualize what is going on and thereby help the viewer to understand a process, and perhaps also find flaws, bottlenecks, and other less-obvious features within it. There are many different types of flowcharts, and each type has its own repertoire of boxes and notational conventions. The two most common types of boxes in a flowchart are: a processing step, usually called  activity , and denoted as a rectangular box a decision, usually denoted as a diamond. Standard symbols used in flowcharts

Hai aap ke honton pe jo muskaan wagera..

Funny Shayari Hai aap ke honton pe jo muskaan wagera, Qurbaan gaye is pe dil-o-jaan wagera, Billi to yunhi muft main badnaam huyi, Thailay mein to kuch aur tha samaan wagera, Be’hirss o gharzz farzz adaa ki jiye apna, Jis tarah police karti hai chalaan wagera, Ab hosh nahin koi ke badaam kahan hai, Ab apni hatheli pe hain dandaan* wagera, Har shirt ki bushratt bana dali hai Anwar, Yun chaak kiya hum ne garebaan* wagera.. (dandaan;artificial teeth)(garebaan;collars) …

Kal jab milay thay to dil me hua eik sound..

Funny Shayari Kal jab milay thay to dil me hua eik sound, Or aaj milay to kehte ho your file not found, Jo muddat se hota aaya hai wo repeat kar dunga, Tu na mili to apni zindagi ctrl+alt+delete kar dunga, Shayad mere pyar ko taste karna bhool gaye, Dil se aisa cut kia ke paste karna bhool gaye, Lakhon honge nigah me, kabhi mjhe bhi pick karo, Mere pyar ke icon pe kabhi to double click karo.. …

Tere ishq ki intaha chahta hun

Allama Iqbal Poetry Tere ishq ki intaha chahta hun Meri sadgi dekh kya chahta hun Sitam ho k ho wada-e-behijabi Koi bat sabr-azma chahta hun Ye jannat mubarak rahe zahidon ko K main ap ka samna chahta hun Koi dam ka mehman hun ai ahl-e-mahfil Chirag-e-sahar hun, bujha chahta hun Bhari bazm mein raz ki bat kah di Bara be-adab hun, saza chahta hun

Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo

Allama Iqbal Poetry Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo Jo raaz na rakh paye hamraaz badal dalo Tum ne b suni ho gi bari aam kahawat hy Anjam ka jo ho khatra aghaz badal dalo Pur-soz dilon ko jo muskan na de paye Sur hi na mile jis mai wo saaz badal dalo Dushman k iradon ko hy zahir agar karna Tum khel wohi khelo andaz badal dalo Ay dost karo himat kuch door sawera hy Agar chahte ho manzil tu parwaaz badal dalo….

Zahid sharab peene de masjid mein beth kar..

Zahid sharab peene de masjid mein beth kar.. Allama Iqbal Poetry Zahid sharab peene de masjid mein beth kar, Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin.. (Mirza Ghalib) Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin, Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin.. (Allama Iqbal)

Khuda to milta hai, Insaan hi nahin milta..

Khuda to milta hai, Insaan hi nahin milta.. Allama Iqbal Poetry Khuda to milta hai, Insaan hi nahin milta, Yeh cheez woh hai jo dekhi kahin kahin meine..